Hazrat Muhammad (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ne farmaya: “Jis ne meri aik hadis suni or phir dosron tak puncha di us ke liye kayamat ke roz meri shafa’at wajib ho g”. You May Also Like:Haiza Orat Per Namaz Ki Qaza Wajib Nahi, Per Rozye Ki Qaza…KHUDA Ka Hukam Sunn Lo Or Qabool Ker LoIbn-e-Aadam… More »
Hazoor (SAW)
Nabi Karem (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ne farmaya : “Libas ki sadgi emaan ki alamton me se aik alamat hai”. You May Also Like:Aey Ibn Adam! Aik Teri Chahat Hai, Or Aik Meri Chahat HaiAey Emaan Walo Dosrey Emaan Walon Main AIB Na Dhoonda KaroWaswasye Aana Khalish Emaan Ki Elamat HaiAik Jawan Aadmi Ke… More »
Hazrat Muhammad (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) ne farmaya: “Dua ke siva koi cheez taqdeer ke faisle ko rad nahi kar sakti aur naiki ke siwa koi cheez umer ko nahi barha sakti” You May Also Like:4 Cheezein Hoti Or Agar 4 Cheezein Na HotiJo Aurat Khushbu Laga Kar Bahar Nikalti Hai Aur Uski KhushbuBehayai… More »
Hazoor (SAW) ne farmaya: Main tumhain do cheezen aisi de kar ja raha hon ke jab tak tum inhain mazboot pakrey raho ge, hergiz gumrah nahi hogy. ” Ek Quraan aur Dosri meri Sunnat.” You May Also Like:Jab Kuch Bhool Jao Tou AAP (SAW) Per Darood Bhaijo,…Jumma Ke Din Aap SAW Pe Durrood Bhaijney Ki… More »
Nabi Kareem(SAW) ne farmaya : 1) Jo shakz har waqt wazoo main rahay ga, ALLAH uski rozi kushada farmaye ga. 2) Us shaks ki hajat jald pori hoti hai jo apni hajat kisi aur ko na bataye. 3) Jis ne apni namazo’n ki fikar chohrdi ALLAH ne uski fikar chohrdi. You May Also Like:Farmaan-e-Nabwi
Abu Hurairra (R.A) se rawayat hai ke aik shaksh ne Nabi Kareem [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] se araz ki ke ; Muje waseehat kijeye, Aap( SAW) ne farmaya” Gussa na kiya karo”. Us ne bar bar yahi sawal kiya, Aap (SAW) ne usaye yahi farmaya, “Gussa na kiya karo. “ [Ref: Sahih Bukhari ]… More »
Hazrat Mohammad [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] ne farmaya : ” Qayamat Ke Din Allah Ke Nazdeek Bad-Tareen Shaks Wo Hoga Jis Ke Shar Se Mehfoz Rehny Ki Khatir Logoo Ne Us Se Qata Ta’aluq Ker Lia.” You May Also Like:Bad-Tareen Log72 Signs Of Qayamat – Qayamat Ki Nishaniyan – End Of The…Jo Koi Duniya… More »
Hazrat Muhammad (Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam) Ne Farmaya : ” Wo Shaks Apne Aap Per Zulm Karta Hai Jo Pore Din Main Aik Bar Bhi ASTAGHFAAR Nahi Karta.” You May Also Like:ALLAH Bakhshney Wala Bohat Raham Farmanye Wala HaiAllah Un Say Mohabbat Kerta Hai Jo Bohat TOBA Karta HaiAllah Un Say Mohabbat Karta Hai… More »
Nabi-e-pak [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] ka farman hai : “Logon per ek zamana aysa aye ga Ke Unka maqsad unka pait hoga, Daulat unki izzat hogi, Aurat unka qibla hoga, Or Paisa unka deen hoga, Or woh Bad-tareen log honge Or Aakhirat mein unka hissa na hoga.” You May Also Like:Qayamat Ke Din ALLAH… More »
Hazrat Mohammad [Sallala ho alayhe wa-alyehe wasallam] Ka Irshaad Hai : ” Loog Jumma Ko Chorhne Se Baaz Rahain Werna ALLAH TA’ALA Un ke Dilo’n Per Mohar Laga De Ga Phir Wo Ghafilo’n Main Se Ho Jayenge.” You May Also Like:Namazo’n Ki Fikar Chohdney Ka NateejaShab-e-Jumma Surah-e-Yaseen Ki Tilawat Ki FazeelatJumma Ke Din Aap SAW… More »